Haqeeqat karo byaan to mazaak lagta hai...

Haqeeqat karo byaan to mazaak lagta hai,
ibaadat karo jab to jhootha khwab lagta hai,
Are ye dil hai dil, aur dil ki hai ye sdaa,
aur tum kehte ho ki tumhe ye haseen ittfak lagta hai..

1 comment:

Sarvesh Tiwari said...

Na khud samjhe na samjha sakey hum unhe
Na paaye kabhi na kabhi kho sake unhe
Yeh bekhudi toh rab bhi na jaaney
Iss dil ka nazrana na dila sakey hum unhe….